Chinta esi dakini he jo kaleje ko bhi kaat kr kha jati he, iska ilaaj vedh nhi kr skte , vo kitni Medisin lgayega, Kabir ji kehte hen mn ke chintagrst hone ki isthiti kuch esi hoti he, jese samundr ke bhitr aag lagi ho, ismen se na dhua niklta he or na wo kisi ko dikhayi deta he.










Jab men is World men burai khojne chala to mujhe koi bura nhi mila.
jab mene apne man men jhankkr dekha to paya ki mujhse bura koi nhi he.













Badi  badi Books padh kr men kitne hi log mirtu ke dwar phonch gaye, pr sabhi Intelligent
na ho sake, Kabir mante hen ki yadi koi Love ke keval dhai akshr achchi trehn padh len,
mtlb prem ko achchi trhan smajh le to vo sachcha gyani hojayega.













Kabir kehte hen ki ek chote se tinke ki bhi kabhi ninnda nhi krni chahiye jo paao ke niche db jata he, yadi wo tinka kabhi udkr aankh men aagire to kitni gehri pida hoti he.














Gyani se uski jati nhi puchkre usse gyan lena chahiye, mol tlwar ka hota he myan ka nhi.

Post a Comment

दोस्तों यदि आपको ये लेख पसंद आया तो आप भी हमारा Email Subscription लें और chirkut papu के लेख अपनी इमेल पर प्राप्त करें

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.