Articles by "love sms"

Showing posts with label love sms. Show all posts

मुझे लेते हो जब अपनी मुहब्बत की पनाहों में, ये जादू कैसा तुम करते खिची आती मै बांहों में, ये धड़कन तेज क्यों होती ये सांसे क्यों उखडती है मुझे जब देखते हो तुम निगाहों ही निगाहों में..!! - 


1. Kash feeling bhi sms ki tarah hoti
To aap k GUM hum recieve karte
Apni KHUSHIYAN aap ko send karte
Aapki NARAZGI delete karte
Aur aapki YADON ko save karte.

2. Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya,
Kya karein jab unhone hi khamosh kar diya.
Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hain,
Par kya karein jab hamare call karne se who bhadkte hai.

3. Kashti chali samandar mein mil jayega kinara...
Is SMS se poochh lena aap ke bina kiya haal hai humara?
Hum aap ko itna yaad karte hain jitna aap hamein yaad karte hain.
Farq sirf itna hai ki hum yaad karke SMS karte hain aap SMS pedh kar yaad karte hain.

4. Sirf sitaron me hoti mohabbat agar,
In alfajon ko khubsurati kaun deta.
Bus patthar banke reh jata Taj Mahal,
Agar ishq ise apni pehchan na deta.

5. Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majboori ban jaye,
Chaho kisi ko itna aapka pyaar uske liye zaroori ban jaye.

1. Tumhe Chahta Hai Kyun Itna Yeh Dil
Ke Ab Dil pe Bas Na Chale,
Bahut Din se Is Dil ki Zidd Hai Sanam
Tumhe Hum Laga Le Gale,
Tumse Milneki Ab To Chahat Hai,
Tum Kya Jano Dil ki Kya Halat Hai





2. Galti KarKe Woh Galti Ka Naam Puchhte Hain,
Dard Dekar Woh Dawa Ka Naam Puchhte Hain,
Mar Gaye Hum Unki Isi Ada Pe,
Hokar Meri Jaan Meri Jaan Ka Naam Puchhte Hain.




3. Tere naam ko apne hontho pe sajaya hai maine,
Teri ruh ko apne dil mein basaya hai maine,
Duniya tumhe dhondte dhondte ho jayegi pagal
Dil ke aise kone mein chhupaya hain maine.



4. Apni nazar se na dekh apni khubsurti ko,
Tjhe heera bhi pathar lagega,
Log kehte hain tu chand ka tukda hai,
Magar tu meri nazar se dekh chand tera tukda lagega.



5. isi udas mausam mein,
Meri ankhon pe wo hath rakh de apna,
Aur hunsti hui keh de,
Pehchan lo to hum tumhare
Na pehchano to tum humare..




6. Kisi ek se karo pyaar itna,
Ke kisi aur se pyaar karne ki gunjaish na rahe,
Woh muskrade aap ko dekh kar ek bar,
Toh zinadgi se phir koi khwahish na rahe



7. Milna ho to aise milo, ke judaa hone ki zaroorat na ho,
Kehna ho to kuch aise kaho, Ke zubaan ko bhi izazat na ho,
Pyaar karo zindagi bhar ke liye,
Do pal ke koi chahat na ho..




8. Pyar mein koi dil todta hai,
Zindagi mein koi bharosa todta hai,
Zindagi jeena to koi gulab se sikhe,
Jo khud tutkar do dilon ko jodta hai..



9. Kitna pyar hai tumse yeh jan lo
Tum hi zindagi ho meri Is baat ko maan lo
Tumhe dene ko mere paas Kuchh bhi nahi
Bas ek jaan hai Jab ji chahe maang lo..



10. Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,
Mile To Mulaqat Ban Gaye,
Bichade To Yaad Ban Gaye,
Or Jo Dil Se Na Gaye,wo Aap Ban Gaye.

Tanha Chor Ker Hum Ko Hosla Bhi Dete Ho
Saans Cheen Ker Jeenay Ki Dua Bhi Dete Ho
Ik Taraf Judai Ka Tazkira Bhi Jari Hai
Aur Muskuranay Ka Mashwara Bhi Detay Ho
 Length: 163 Char


Tere Hath Ki Kash Mai Wo Lakir Ban Jau;
Kash Mai Tera Muqaddar Teri Taqdir Ban Jau

Mai Tumhe Itna Chahu K Bhool Jao Tum Har Rishta;
Sirf Mai Hi Tumhare Har Rishte Ki Tasveer Ban Jau

Tum Ankhe Band Karo To Au Mai Nazar;
Is Tarah Mai Tumhare Har Khwab Ki Tabeer Ban Jau...

Length: 279 Char

2 - यू तो पत्थर ना मारो पानी मे,
के इसे भी कोई पीता होगा.
यू तो पत्थर ना मारो पानी मे
के इसे भी कोई पीता होगा.
ज़िन्दगी मिली है जीने के लिये, उसे हंसके जीओ
के आपको देख कर भी कोई मुस्कुराता होगा.

Length: 481 Char

सूरज के सामने रात नहीं होती,
सितारों से दिल की बात नहीं होती.
जिन दोस्तों को हम दिलसे चाहते है,
न जाने क्यों उनसे रोज़ मुलाकात नहीं होती.

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.