Santa or Banta ek bank men nokri krte the ek din us benk men lutere ghus gaye unhone pura bank lutliya fir kramchariyon ko diwar ke saath khde hone ke liye kaha, fir unse unke pars anguthi or kimti chijen chinne lage. Santa or Banta bhi usi laine men khade the tabhi santa ne banta ke haathon men kuch diya banta ne pucha ki ye kya he Santa bola ki ye wo hi 1000rs hen jo mene tumse liye the.
Banta ek building ki chalisvin manjil pr khda hua tha ki tabhi uske mobile ki ghanti bji. udhar se kisi ne kaha santa teri biwi prito accident men mr gayi
mare dukh ke usne forn chalisvin mnjil se hi chalang lga di
jb vo tisvin mnjil ke paas phoncha tb usne socha ye prito kon he? ise to men janta hi nhi.
bisvi manjil pr yaad aaya meri to abhi shadi hi nhi hui
Santa ka ek pdosi chaina ka tha, kafi time se ek saath aane jane se aana jana ho gya tha unk, pr bimari ki wjha se shadi ke ek sal baad hi bechari chainij ki biwi mr gayi
Santa afsos krne unke paas gya, or uske kndhe pr haath rkhkr smjhate hue bola koi nhi yaar shukr kr ek sal chal gayi chainij thi or kitna chalti.
Chirkut: men kl dukan se kpde dhone ka sabun laya, kpde dhoye to sb sikud gaye, ab vo bachcho ko thik tarike se nhi aarahe hen. Pappu: esa kr usi sabun se bachcho ko nehla de, sb thik ho jayega.
स्त्रियाँ परुष से दोगुना भोजन करती हे स्त्रियाँ परुष से चार गुना अधिक लज्जाशील होती हें स्त्रियाँ परुष से छे गुना साहसी होती हें उनमें कामवासना परुष से छे गुना अधिक होती हे Women have hunger two-fold, shyness four-fold, daring six-fold, and lust eight-fold as compared to men.